Tag: Shayari

Farq sirf itna sa tha

Farq sirf itna sa tha
April 1, 2010
Poems

Teri doli uthi, Meri mayyat uthi, Phool tujh par bhi barse, Phool mujh par bhi barse, Farq sirf itna sa tha, Tu saj gayi, mujhe sajaya gaya . Tu bhi ghar ko chali, Main bi ghar ko chala, Farq sirf itna sa tha, Tu uth ke gayi, mujhe uthaya gaya . Mehfil wahan bhi thi, Log yahan bhi the, Farq sirf itna sa tha Unka hasna wahan, Inka rona yahan. …Read the Rest

Nazar andaz kaise kare aapko

Nazar andaz kaise kare aapko
June 19, 2009
Poems

Nazar andaz kaise kare aapko, Nazro me bithaya hai aapko, Yaad aane par roye bhi to kaise, Darte hai kahi Jhuki Palke chubh na jaaye aapko..!!! Aasuon ke girne ki aahat nahi hoti Dil ke tutne ki aawaz nahi hoti Agar hota khuda ko ehsaas dard ka To use dard dene ki aadat nahi hoti Aaj patthar ka jikra chhed kar ye kya kar diya Mere soye huye dard ko …Read the Rest

Shayari

Shayari
December 15, 2008
Shayaris

Log mohabbat ko khuda ka naam dete hai, Agar koi karta hai to ilzam dete hai…. Kehte hai ki pathar dil roya nahi karte, To pahado se jharne kyun baha karte hai….!! Unse pyar kiya yeh pyar ki hadd thi, Usko dil diya yeh aitbaar ki hadd thi, Mar gaye aur aankhein khuli rakhi… Yeh tumhare intezaar ki hadd thi…!! Har waqt mera saya tere sath haii Par tera saath …Read the Rest

Kab say hai hum ko yeh intezaar

Kab say hai hum ko yeh intezaar
March 1, 2008
General

Kab say hai hum ko yeh intezaar Kar do na tum bhi iqraar Bus keh do ki hai tum ko bhi Hai tum ko bhi utna hi pyar Tera diwana hoon, inkaar nahi Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi Kuch shararat teri aankho ki bhi hai Main tanhaa to gunehgaar nahi Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain Kuch log isay bandagi kehte hain Magar jin pay hain hum martay …Read the Rest