Hothon pe hansi khil rahi thi,
Aankhon mein dard soya tha,
Zamane walon ko kya pata,
Yeh aaj hasne wala,kal kitna roya tha.
Chaha Tha Unhe Hale Dil Sunana,
Chaha Tha Unhe Junoone Mohhabatt Dikhana,
Nasme Laye The Hum Dil Kured Kured Kar,
Per Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar.
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai,
Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai,
Bada Mushkil hota hai tab Jawab dena,
Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai.
