Shayaris

February 28, 2008

AANKH se ghira ansu koi utha nahi sakta,
Kismat me likha koi mita nahi sakta.
Pyaar  me basti hai jaan hamari,
Hamari jaan ko hamse koi chura nahi SAKTA.
═══════════.¸¤°¤¸.*═══════════*
Rehne de aasma zameen ki talash kar,
Sab kuch yahin hai na kahin aur talash kar.
Har arzu puri ho to jeene ka kya maza,
Jeene k liye bus EK kami ki talash kar.
═══════════.¸¤°¤¸.*═══════════*
Duniya badal jaye,tum na badalna,
Mushkilo me ho jab bhi,yaad hume kar lena.
Maange bhi aapse to kya maange?
Dena kuch chaho to bas Muskura dena iiiiiiiii

Comments are closed.

Previous Post
«