Archive for March 4th, 2007

Vaade karte hain

Vaade karte hain
March 4, 2007
Shayaris

Vaade karte hain, Kasme khate hain, Fir bhi na jaane kyun log saath chod jaatein hain, Hume toh taklif hoti hai phool todne mein bhi, Na jaane log dil kaise tod jaate hain?

Barbaad kar gaye woh zindagi pyaar ke naam pe

Barbaad kar gaye woh zindagi pyaar ke naam pe
March 4, 2007
Shayaris

Barbaad kar gaye woh zindagi pyaar ke naam pe, Bewafai mili hume wafa ke naam pe, Aise zakham de gaye woh dawa ke naam pe, Khuda bhi ro pada meri mohobbat ke anjaam pe!!!!!!!!!!